Meri Kahani Meri Zabani (मेरी कहानी मेरी ज़बानी)


yaro sunano
tumko meri kahani
ek ladka anjana
ek ladki anjani
hey ye college ki bat
commerce ka ladka tha
or scince ki vo ladki thi
pahli nazar me jese aag se fadki thi
ladki ko dekh vo ladka heran
kuch samajh na aya ho gaya vo paresha
na kitabo me thi na vo class me mojud
hota tang karta bank
use chupke se dekhta tha sara sara din
bas uska khayal
bas uski talash
bas uski hi bat
ladkiya hazar
uske college me yaar
par us ladki ka tohda alag andaz
akhen nashili
uska chehra nu-rani
jab vo chalti thi lagti thi
duniya ki rani
mithi mithi uski bate
uski apni adaa
vo sabse juda
inhi bato pe vo
rat sari rooya
galti se bechara vo pyar kar betha
inhi bato pe vo
rat sari rooya
galti se bechara vo pyar kar betha
karta bhi kya
or karta bhi kya
isme bichare ka tha koi nahi kasur
dil ke vo hatho ho gaya tha majbur
par us ladki me bohot sara tha garur
apne husaan pe tha ghaamnd use
lakh jatan us ladki ki kee

fir kya huaa kuch bat bani
kafhi kuch bate fir manni padi
akhir kar ladki ne ha kar di
bor shor life sab set kar di
tha vo pyar ka sama
har jagha khushiyan
par inkhushiyo ko lagi kisi ki nazar
us ladki ne toda is ladke ka dil
karti bebafai
na koi wajha batai
kahti mene kabhi pyar kiya hi nahi
ye dikhava tha shayad
tab use samajh naya
inhi bato pe vo
rat sari rooya
galti se bechara vo pyar kar betha
inhi bato pe vo
rat sari rooya
galti se bechara vo pyar kar betha
dil ki vo saza aj bhi he sehta
akho se pani aj bhi he behta
par nafrat hui use ladki ke nam se
toda dil bewafa ne bade hi pyar se
samjh na aya
kuch samjh na aya
fir ghusse me ake usne kar liya irada
ki todega vo ab har ladki ka dil
kar dega har ladki ka jina mushkil
asa hi huaa
fir asa hi huaa
ladkiyo me vo kya mashhur
o flarter
kahti he ladki
yo heart breaker
yo heart breaker
yo heart breaker
pyar pyar pyar
khuch nahi he ye pyar
pyar mere yaar kardega barbad
ukit delhi kutumb yaar mere pyar
ye pyar kuch nahi
ye pyar kuch nahi

Meri kahani meri zubani

I type full lyrics
because this is not the song














Post a Comment

0 Comments